Thursday, April 8, 2010

Gautam ki Widambana

Ye baat 2008 A.D. ki hai. Theek isi saal Palam Ke Junglon se Gautam Meena naam ka lamba chauda, bheem kaay, Khunkar jaanwar sa pratit hone waala ek non-jaat yuvak, dakshin dilli ke ek college se B.Sc. pass kar, wahi pass me dilli vishwavidyalaya ke dakshin parishar me M.Sc. Electronics pe dakhila prapta kiya. Swabhav se maansahari hone ke kaaran ise yaha ki hariyaali raas na aayi. Wo bebas sa campus me ghumne waali sundariyo ko dekhta rehta par kisi ka b sikaar na kar paata. Dheere dheere uski ye widambna badhti gayi or uska uski overall personality b sabki nazar me dhumil hoti gayi. Ab to haalat yeh hai ki log use DUFFER, IDIOT, BHUSA or na jaane kya kya naam se bulate hai. Par wo bebas lachar sa sabki sunta rehta hai or kisi ko kuch bi na bol pata kyoko use pata hai is sakahari campus me uske jaise gine chune maansahari to chinti ki tarah kuchal diye jaayenge. Woh bas college or pass me hi classmates ke hostel ke chakkar katka rehta hai. Karne ko uske pass ek hi kaam hota hai: "Fantasizing". Samay ke sath uski halat dainiya hoti ja rahi hai. Use apni durdasha se bahar aane ka koi upaay nahi soojh raha.

Dekhte Dekhte semesters nikal gaye or 2010 warsh b aa gaya. Gautam ek baba ki sharan me gaya. Parantu aatmavishwas ki kami hone ke karan wo baba ke bataye marg pe nahi chal paaya. Natiza yeh hai ki aaj uski halat gali ke us kutte ki tarah hai jise roti ke liye b puchne wala koi nahi.

shayad usme kuch aatmavishwas waapas aaye or wo apni kutto si halat me sudhar kar paaye or critics ko bata sake wo gali ka kutta nahi, ladkiyo ko wo pyaara puppy hai jise ladkiya apne saath lekar sona pasand karti hai.

Saath hi saath wo apne dil ki baat bolna sikh jaaye to baat jungli jaanwar ki tarh ghurne se aage badh sakti hai or wo kisi ka shikaar b kar sakta hai.



HAAY Re! Gautam Ki Widambana..............

Wednesday, April 7, 2010

Rana Ki Robot Katha

Dwapar Yug ki sachchi ghatna par aadharit ye kahani aaj aap sab ke saamne pesh hai. Us waqt Mahbharat ki ladai parwan chadh rahi thi. Or is yudh ka karan tha Robotics Nagri ke Maharaj Rana Ji. Asal me wo purwi bharat ki sundari SARA pe fida the or use paane ka ek hi upaay tha ki use yudh me jit liya jaaye. Unhone Mahabharat ka bigul to phoonk diya parantu unke rajya me napunsako ki sankhya jyada hone ke karan unki sena ka aakar chota tha. Isi prakar apni saiya pe lete hue sochte sochte unki aankh lag gayi or sapne me unhe 21st century ke Electronics ke Mahagyani Mr. Aniket Rana se bhent hui. Unhone Aniket ko apni samasya batayi. Aniket ne Rana ji ko madad ka purna aaswashan diya. Aap soch rahe honge ki aankhir Aniket itni aasani se Rana ki madad Karne raji Kaise ho gaye. Asal me Aniket ko b Rana ji ki bhanti purvi bharat ki sundari se pyaar tha aur isi Love Connection ke karan Aniket, Rana ki madad karne taiyaar ho gaya. Aniket ne kaafi soch vichaar ke ek Aise Robot ka aawiskar kiya jo ki ek ishaare pe dusman ke kile me ghush ke toofan macha de. Aniket ne agle din swapne ke madhyam se Rana ji ko Prototype dikhaaya. Rana ji ko idea to bahut pasand aaya parantu unhone kaha is robot ko sunder ladkiyo ka haran karne thoda modify kare taaki wo Sara ka haran kar sake. Aniket samajh gaya or usne theek waisa hi kiya. Phir usne Time Machine ke madhyam se Saare Robots Export kar diye. Parantu Aniket ne Rana ji se ek vachan liya ki wo unke rajya ki sabhi sundar ladkiyo ke saath sambhog karenge unhe Robot dene ke badle me. Rana, Aniket ki sart jhat se maan gaye kyonki unke dimaag pe to bas Saara sawaar thi. Bas Phir kya tha, Rana ne Yudh ka bigul Phoonk Diya, Robots ne kile me toofan macha diya or har ladki ka haran kar liya. Par Aniket b chalak tha, usne Robots me thode testerone inject kar diya the, ladkiyo ko dekh ke robots apna control kho baithe or beech jungle me unka chir haran kar diya. Yeh Khabar Milte hi Rana ji Krodhit ho gaye or Aniket ko aisi saja di jise dekh khud saja bhi sarma jaaye.

Aniket Rana ne is ghatna ke baad Robot kabhi na banane ki kasam khayi.

Meet Khurki's


From Left : Sushil, Ravi, Harit, Dheeraj, Rohit, Gautam











Wanna Know more about us,
Please mail to : khurkigang@gmail.com